Sare Sham Hi Se Falak Ke Sitare
Yehi Keh Rahe Hai Chamakte Chamke
Sare Sham Hi Se Falak Ke Sitare
Yehi Keh Rahe Hai Chamakte Chamke
Dikhayeinge Shamsh-O-Qamar Ko Bhi Ankhein
Madine Ke Zarre Damakte Damakte
Ho jab mere dil me khayale madinah
Ho Jis dam nazar me jamale madinah
to ye aarzu hai ke ruk usdam
Mere dil ki dharkan dharkte dharkte
Aajab Nazuki Hai Aajab Shouqiyan Hai Yaqeen-O-Gumaan Main Phasien Titliyan Hai
Gulon Ko Bhi Khushbo Ki Khairaat Bate Madine Ke Kaatein Mehakte Mehakte
Ae Namrud Tujhko Khabar Hi Nahi Hai Ke Pushte Khaleeli Main Wo Jalwagar Hai
Yaka Yak Banege Wahi Bistar-E-Gul Aadawath Ke Shoule Lahekte Lahekte
Zuban muattar hai dil munawwar, tabiaton me nikhar aaya
Dar-E-Mustafa Se Mili Jisko Chitti
Pukaregi Usko Madine Ki Mitti
Kahein Dafn Kardo Janaze Ko Lakin Wo Pohchega Taiba Khisakte Khisakte
Jo Ummat Ke Gham Main Chalakte Hain Aasun
Unhi Se Nikal Aaye Bakshish Ke Pehlo
Bhujayegi Mehshar Main Duzak Ki Aatish Wo Chashmai Risalath Chalakte Chalakte
Zara Suni Palkon Ki Qismat Jagado Zara Khawb Main Apna Jalwa Dikhado
Those doing favour to the Hajj-pilgrim are forgiven
Huzur aa gaye hain Huzur aa gaye hein
Falak ke nazaron Zameen ki baharon
Sab eiden manao Huzur aa gaye hein
Utho gham ke maaro chalo be saharon
Khabar ye sunao Huzur aa gaye hein
Anokha nirala wo zee shan aaya
Wo sare Rasoolon ka sultan aaya
Are kaj kulaho are badshahon
Nigahen jukao Huzur aa gaye hein
Huzur aa gaye hain Huzur aa gaye hein
Hua char su rehmaton ka basera
Ujala ujala sawera sawera
Haleema ko pahunchi khabar amena ki
Mere ghar main aao huzur aa gaye hain
Huzur aa gaye hain Huzur aa gaye hain
Havaon mai jazbat hain marhaba ki
Fazaon mai nagmat salle ala ki
Durrodon ke gajre salamon ke tohfe
Gulamon sajao Huzur aa gaye hain
Huzur aa gaye hain Huzur aa gaye hain
Sama hai sana e habeebe khuda ka
Ye milad hai sarvare ambiya ka
Nabi ke gadaon sab ek dusre ko
Gale se lagao Huzur aa gaye hain
Huzur aa gaye hain Huzur aa gaye hain