Aa Gaya Ramzan Hai Sabko Mubarak Ho lyrics
Aa Gaya Ramzan Hai Sabko Mubarak Ho lyrics
Yeh Dekho Ramzan ka mausam aaya
Khuda Ko Razi Karne ka mausam aaya
Pyare Madina jaane ka mausam aaya
Aa Gaya Ramzan Hai Sabko mubarak ho
Bakhshish ka saman Hai Sabko mubarak ho
Sahari Mein uth kar do Raka’at tahajjud ki mein padhun
Ammi Jaan Ke Sath ghar mein fajar ki namaz mein padhun
Taaza huwa Imaan Hai Sabko Mubarak Ho
bakhshish ka saman Hai Sabko mubarak ho
Aa Gaya Ramzan Hai Sabko mubarak ho
Bakhshish ka saman Hai Sabko mubarak ho
Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan…
Rab ki Ibadat ka Maza ramzan Mein Le Lo Tum
Duniya Mein Jannat ka maza Ramzan Mein Le Lo Tum
Ye Rab Ka Ehsan Hai Sabko mubarak ho
bakhshish ka saman Hai Sabko mubarak ho
Aa Gaya Ramzan Hai Sabko mubarak ho
Bakhshish ka saman Hai Sabko mubarak ho
Quran padh ke Rab Se baten main bhi Karunga ab
Darka bdarja ek ek Ayat padha Karunga main
Yaseer ka Elaan Hai Sabko mubarak ho
bakhshish ka saman Hai Sabko mubarak ho
Aa Gaya Ramzan Hai Sabko mubarak ho
Bakhshish ka saman Hai Sabko mubarak ho
Read it; Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai, lyrics