Andhere me dil ke charage mohabbat, Naat lyrics
Andhere me dil ke charage mohabbat, Naat lyric
Andhere me dil ke charage mohabbat
Ye kisne jalaya savere savere
Liya jab bhi maine k naam e mohammad
bada lutf aya savere savere
Akidat ki manzil ka bas raz ye hai
isha ke woozu se ada ho sahar bhi
Ibadat ka soda andhere andhere,
munafa kamaya savere savere
Khuda ki kasam ye, haqiqat hai logon,
k benoor ankhon me bhi noor chamka
Tere sabz gumbad ko suraj ki kirnao
ne jab jagmaya savere savere
Khayal e madina me nind agai jab
qarar agaya beqari ko meri
Kiye sbz gumbad ke mene nazare
bada lutf aya savere savere
Namaze padhe ja, azane diye ja,
shabo roz sajdo pe sajde kiye ja
namaze usi ki, azane usi ki,
jise panjtani ka gharana mila hai
Liya jb se mene….
- %keyword_title% Guidelines
- Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shamso Duha Beautiful Naat lyrics
- Mere aaqa madine me mujhe bhi ab bula lijiye Naat lyrics
- Aye Rabb e Zul jalal Beautiful Hamad lyrics
- Ya Mustafa Salle Ala beautiful Naat lyrics [by Sidra Tul Muntaha]
Read it: Mein jo you’n Madine jata, to kuch aur baat hoti – naat lyrics.
Dil Ki Duniya Ko Sajaao Aaqa – Naat lyrics
Dil Ki Duniya Ko Sajaao Aaqa
Apni Ulfat Me Jilaao Aaqa
Shoqe Deedar mein soun jis shab
Apna Deedar karao Aaqa
Mere Dil ki hai Tamanna har dam
Apna Ghar isko banao Aaqa
Hubbe Duniya se bachana Mujko
Mujko Apna hi banao Aaqa
Fikre Duniya mein na aansu niklen
Apni Ulfat mein rulao Aaqa
Jitne Momin hein pareshan hein Data
Sabki bigdi ko banao Aaqa
Shakire Razvi hai aasi Shaha
Muzda bakhshish ka sunao Aaqa
Tuhi meri manzil tuhi mera sahil – lyrics
Tuhi meri manzil tuhi mera sahil
Tu hi ibteda hai tu hi inteha hai
Masajid me tu hai shiwalon me tu hai
Ke sare jahan ka tu hi muddua hai
Hasin mah ko roshni dene wale
hme nemate zindagi dene wale
Gulo ki mahek me, sahar ki chamak me
Ke dekha har ek me teri hi ada h
Kabi tune pani me rasta banaya
kabi aag me bhi gulistan khilaya
Padi jb musubat badhi teri rehmat
nahi teri qudrat to fir or kya hai..
Chalo hm dimago se nafrt mitae,
mohabat k nagme sbhi mil k gaen
Bashar fir bashr ho dua me asr ho
Ke tujhse hmari yehi iltejaa hai