Ilahi madad kar madad ki ghari hai Gunaahon kay darya, lyrics
Ilahi madad kar madad ki ghari hai Gunaahon kay darya, lyrics
Ilahi madad kar madad ki ghari hai
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai, naat lyrics.
Ilahi madad kar madad ki ghari hai
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai
Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai
Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai
Ilahi madad kar madad ki ghari hai…….
Yahi baat hum nay barhon say suni hai
Na ho banagi gar to kia zindagi hai
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai…….
Ae abr E karam aa baras ja baras ja
Baras ja baras ja baras ja baras ja
Ajab aag isyaan ki mujh mein lagi hai
Gunahon kay darya mein kashti phansi hai
Ilahi madad kar madad ki ghari hai…….
Nahi pass husn E amal meray Mola
Nazar meri tere karam per lagi hai
Gunahoon kay darya mein kashti phansi hai
Ilahi madad kar madad ki ghari hai………
Ubaid E Raza naikyon say hai khali
Gunaahon mein hasil ise bartari hai
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai
Ilahi madad kar madad ki ghari hai…….
Lab E Mustafa say khudaya suna day
Ubaid E Raza naar se tu bari hai
Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai
Ilahi madad kar madad ki ghari hai
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai
Madad ki ghari hai madad ki ghari hai madad ki ghari hai madad ki ghari hai
Ilahi madad kar madad ki ghari hai
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai
read more:-Khwaja e Hind Wo Darbaar Hai Aala Tera. Naat lyrics.