Imdad kun Imdad kun Azaranj wa gham azad kun, naat lyrics.
Imdad kun Imdad kun Azaranj wa gham azad kun, Manqabat lyrics.
Imdad kun Imdad kun,
Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (2)
Ya Ghaus e Azam dastagheer (2)
Imdad kun Imdad kun,
Tere haath mein haath maine diya hai (2)
Teray haath hai laaj Ya Ghaus e Azam,
Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (2)
Ya Ghaus e Azam dastagheer,
Imdad kun Imdad kun,
Nikala hai pehlay to doobay huoon ko (2)
Aur ab doobtoon ko bacha Ghaus e Azam,
Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (2)
Ya Ghaus e Azam dastagheer,
Imdad kun Imdad kun,
Bhawar mein phansa hai safina hamara (2)
Bacha Ghaus e Azam, Bacha Ghaus e Azam,
Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (2)
Ya Ghaus e Azam dastagheer,
Imdad kun Imdad kun,
Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya (2)
Kaha hum nay jis waqt Ya Ghaus e Azam,
Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (2)
Ya Ghaus e Azam dastagheer,
Imdad kun Imdad kun,
Mureedoon ko khatra nahin bahr e ghum say (2)
Kay beray ke hain na khuda Ghaus e Azam,
Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (2)
Ya Ghaus e Azam dastagheer,
Imdad kun Imdad kun,
Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki (2)
Sunne koun teray siwa Ghaus e Azam,
Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (2)
Ya Ghaus e Azam dastagheer,
Imdad kun Imdad kun,
Read it: Ya Ghaus madad ko meri Aana Hi Padega – manqabat lyrics
read more:-ghaus ul azam shah e jeelan majhdaar mein nayiya hai, naat lyrics.
Sarkaar e Ghaus e Aazam Nazre Karam Khudaara – Manqabat lyrics
Sarkaar e Ghaus e Aazam Nazre Karam Khudaara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Mein Faqir Hu Tumhara
Maula Ali Ka Sadqa, Gange Shakar Ka Sadqa
Meri Laaj Rakhna Mira, Mein Faqir Hu Tumhara
Mira Bane Hai Dulha, Shaadi Rachi Hui Hai
Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara
Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi Duniya
Aise Sakhee Ka Mangta, Phirta Hai Maara, Maara
Read it:- Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam naat lyrics.
Duniya Mei Sab Ka Koi, Koi To Aasra Hai
Mera Bajuz Tumhaare, Koi Nahi Sahaara
Yeh Adaa E Dastgiri, Koi Mere Dil Se Puche
Wahi Aa Gaye Madad Ko, Maine Jab Jahaa Pukaara
Yeh Tera Karam Hai Ya Ghous, Jo Bana Liya Hai Apna
Kahaa Mujhsa Ye Kameena, Kaha Silsila Tumhara
Read it: Wah Kya Martaba Aey Ghaus Hai Baala Tera, manqabat lyrics