Jo Ishq E Nabi Ke Jalwon ko naat Lyrics
Jo Ishq E Nabi Ke Jalwon ko Naat Lyrics
Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seenoon main basaya karaty hain
Allah ki rehmat ke badal un logon pe saya kartay hain
Jab apne gulamon ki Aqaa taqdeer banaya kartay hain
To jannat ki sanad dene ke liye Rozay pe bulaya kartay hain
Gar Tabe bala mein Phans ke Koi Taiba ki Taraf jab Takta hai
Sultan e Madina Khud Aakar Kashti ko teraya Karte Hain
Aye daulat e irfan ke mangto us dar pe chalo jis dar pe sada
Din rat khazane rehmat ke Sarkar lutaya kartay hain
Makhlooq ki bighri banti hai Khaliq ko bhi piyar a jata hai
Jab Bahre dua Mehboob e Khuda hathon ko uthaya karty hain
Gar tabe bala me fas ke koi taiba ki tafar jab Takta hai
Sultane Madina khud aa kar kashti ko tara ya karte hai
Woh naz aa ki sakti wo aye dil ya kabar ki mushkil manzil ho
Wo apne gulamo ki aksar imdad ko aya karte haiHai Shgal hamara sham o Sehar aur naz sikandar qismat perKe mehfil mein Rasool e Akram ki hum naat sunaya karty hain
Read it: naimatein banta jis samt woh zeeshan gaya, naat lyrics
Read it: Chale Aao aaqa gunagaar Khade Naat lyrics