Medine Wale Se Mera Salaam Kahna lyrics
Medine Wale Se Mera Salaam Kahna lyrics
Nazar Rauza-E-Mustufa dhundhati hai
Dayare Rasoole khuda dhundhati hai
Mubarak ho tum sabko hajj kaa mahina
Mubarak ho tum sabko hajj kaa mahina
Naa thi meri kismat key dekhu madina
Madine wale se
Madine wale se meraa salam kehna
Madine wale se meraa salam kehna
Phata mere gam se samandar kaa bhi seena
Phata mere gam se samandar kaa bhi seena
Naa thi meri kismat key dekhu madina
Madine wale se meraa salam kehna
Madine wale se meraa salam kehna
Allahumma Labbayk Allahumma
Allahumma Labbayk Allahumma
Waha koi chhota naa koyi bada hai
Waha har bashar ek taap me khada hai
Waha koi chhota naa koyi bada hai
Waha har bashar ek taap me khada hai
Mohammad ki chaukhat peh jo gir pada hai
Mohammad ki chaukhat peh jo gir pada hai
Usi kaa hai marna usi kaa hai jina
Usi kaa hai marna usi kaa hai jina
Allahumma Labbayk Allahumma
Naa thi meri kismat key dekhu madina
Madine wale se meraa salam kehna
Madine wale se meraa salam kehna
Allahumma Labbayk Allahumma
Bahut door hoon main
Bahut door hoon main tere asstha se
Meri hajari ley ley aaka yaha se
Mujhe baksha de wakt key imtihan se
Key majboor hoon main gam-e-do jahan se
Chune gul sabhi ne tere gulsita se
Mujhe sirf kante mile kyon fija se
Tujhe sab pata hai kahu kya juban se
Faqat ek ishara too kar de waha se
Sitaare hai kismat key naa meharban se
Juda kar naa dekh ek bete ko man se
Agar hukm hai maut kaa asman se
Badal de meri jaan meri man ki jaan se
O shahe do alam, o shahe madina
O shahe do alam, o shahe madina
Mubarak ho tum sabko hajj kaa mahina
Mubarak ho tum sabko hajj kaa mahina
Naa thi meri kismat key dekhu madina
Madine wale se meraa salam kehna
Madine wale se meraa salam kehna
Read it: naimatein banta jis samt woh zeeshan gaya, naat lyrics
Read it: Kis ke Jalwo Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kya Hai Naat Lyrics