Lyrics
Mera Nabi Khuda ki Kasam Lajawab hai naat lyrics
Mera Nabi Khuda ki Kasam Lajawab hai, naat lyrics
Mera Nabi Khuda Ki Kasam lajawab Hai
Dekho To Aftab Kabhi kabhi mahatab hai
Quran thiuori hai Nabi uska tajurba
Donon Hai Noor donon Khuda Ki Kitab hai
Mera Nabi Khuda Ki Kasam lajawab Hai
Jibril Ne Jo Dekha bahattar hazar bar
Ye Hai wahi Sitara basariyat hijab Hai
Har husn har Bahar ka masdar hai mustfa
Jinko kheraj bhejen Chaman woh Gulab hai
Mera Nabi Khuda Ki Kasam lajawab Hai
Deedar ki Talab ho to aankhon ko band kar
Es Dar se dar ka Faizai Nirala nisab hai
Mera Nabi Khuda Ki Kasam lajawab Hai
Read it: lab pe jari rahe ye sada har ghadi ya nabi ya nabi naat lyrics