Mere Aaqa Jaisa Duniya Mein hasin koi Nahin, lyrics
Mere Aaqa Jaisa Duniya Mein hasin koi Nahin, Naat lyrics
Mere Aaqa Jaisa Duniya Mein hasin koi Nahin
Aalam e hasti mein unsa bhi kahin koi nahin
Chehra e Aaqa se Alam ko Mili Hai Roshni
Noor Jo chhane Laga aisi Jabi Koi Nahin
Mere Aaqa Jaisa Duniya Mein hasin koi Nahin
Aalam e hasti mein unsa bhi kahin koi nahin
Faiz se unke Chaman Ke Phool bhi khilne Lage
Char Soo Faili hai Khushboo Ambari koi nahin
Mere Aaqa Jaisa Duniya Mein hasin koi Nahin
Aalam e hasti mein unsa bhi kahin koi nahin
Chand bhi sarma Gaya yun husne Aaqa Dekh Kar
Sarware dono Jahan Se behtari Koi Nahin
Mere Aaqa Jaisa Duniya Mein hasin koi Nahin
Aalam e hasti mein unsa bhi kahin koi nahin
Husn E Yusuf Dekhkar kati jinhone ungaliyan
Waste jiske Kate tan Najanee Koi Nahin
Mere Aaqa Jaisa Duniya Mein hasin koi Nahin
Aalam e hasti mein unsa bhi kahin koi nahin
Ye Mera sabbir sakib Kam hi Iman hai
Qul Jahan Mein un se behtar bil yaqin Koi nahin