Mohabbat Bhi unhi se hai Inayat bhi unhi se hai, lyrics
Mohabbat Bhi unhi se hai Inayat bhi unhi se hai naat
Mohabbat Bhi unhi se hai Inayat bhi unhi se hai
Nabi hai Raazdan mere ye qurbat bhi unhi se hai
Huye Anmol Ham Bhi Hai, kharida Jab Se Aaqa ne
Kyon ham nayab Na Hote, ke nisbat bhi unhi Se Hain
Mohabbat Bhi unhi se hai Inayat bhi unhi se hai
Nabi hai Raazdan mere ye qurbat bhi unhi se hai
Mere wirde Zabaa’n Mein Naat Mein Hai Aks Tera hi
Unhi se shayari Meri Kitabat abhi Unse hai
Mohabbat Bhi unhi se hai Inayat bhi unhi se hai
Nabi hai Raazdan mere ye qurbat bhi unhi se hai
Nabi ko saunp Dala sab giraye ya sambhale ab
Wahi Mera Bharosa Hai, saraqat bhi unhi se hai
Mohabbat Bhi unhi se hai Inayat bhi unhi se hai
Nabi hai Raazdan mere ye qurbat bhi unhi se hai
Sada e muntaha hai ye hasar Mein Laaj Rakh lena
Mera Iman Hai Un per shafa’at bhi unhi se hai
Mohabbat Bhi unhi se hai Inayat bhi unhi se hai
Nabi hai Raazdan mere ye qurbat bhi unhi se hai
Read it: Sarkar Yeh Naam Thumhara Sab Naam se hai pyara, naat lyrics.