Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai be-misal aaya kamal aaya – Naat lyrics
Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai be-misal aaya kamal aaya – Naat lyrics
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be-misal aaya kamal aaya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be-misal aaya kamal aaya (X2)
Jo hijr-e-taiba me
Yaad ban kar khyal aya kamal aya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be-misal aaya kamal aaya(2)
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be-misal aaya kamal aaya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be-misal aaya kamal aaya
Teri duaaon hi ki badault
Azab-e-rab se bache hue hain
Teri duaaon hi ki badault
Azab-e-rab se bache hue hain
Jo haq me ummat ke tere lab par
Sawal aaya kamal aya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be-misal aaya kamal aya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be-misal aaya kamal aya
Ghuroor hooron ka tod dala
Laga ke mathe pe til khuda ne
Ghuroor hooron ka tod dala
Laga ke mathe pe til khuda ne
Jo kale rang ka ghulam tera
Bilal (ra) aaya kamal aaya
Nabi ﷺ ka lab par
o zikr hai be-misal aya kamal aya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be-misal aya kamal aya
Umar (ra) ki jurrat pe jaun qurban
The qaisar kisra bhi unse larzan
Umar (ra) ki jurrat pe jaun qurban
The qaisar kisra bhi unse larzan
Umar (ra) ke aane se kufr par jo
Zawal aaya kamal aaya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be misal aaya kamal aaya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be misal aaya kamal aaya
Nabi ﷺ to saim sabhi hain ‘ala
Hain rutbe sabke azeem-o-bala
Nabi ﷺ to saim sabhi hain ‘ala
Hain rutbe sabke azeem-o-bala
Magar jo akhir me Amna ka
Wo lal aaya kamal aaya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be misal aaya kamal aaya
Nabi ﷺ ka lab par
Jo zikr hai be misal aaya kamal aaya.
Read it: Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lagega, Naat Lyrics
Read it: Yeh Kis Shahenshah e Wala ki Aamad Aamad Hai – Naat Lyrics