Lyrics

Phir Madine Ka Mujhko Bulawa Mila Naat lyrics

Phir Madine Ka Mujhko Bulawa Mila
Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Saya Afghan Hui Rehmat e Mustafa
Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Phir Madine Ka Mujhko Bulawa Mila
Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Kaif sa Chhagaya Main Madine Chala
Jhoomta jhoomta Main Madine Chala

Phir Madine Ka Mujhko Bulawa Mila
Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Mere aaqa ka dar Hoga peshe Nazar
Chahiye aur kya Main Madine Chala

Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Phir Madine Ka Mujhko Bulawa Mila
Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Gumbade sabz per Jab padegi Nazar
Kya Suroor aaega Main Madine Chala

Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Phir Madine Ka Mujhko Bulawa Mila
Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Sabz Gumbad ka Noor zung Kar Dega Door
Payega Dil Jeela Main Madine Chala

Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Phir Madine Ka Mujhko Bulawa Mila
Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Kya Karega idhar band rafte Safar
Chal Ubaide Raza Main Madine Chala

Lutf to Jab Mile Mujhse Murshid Kahe
Chal Ubaide Raza Main Madine Chala

Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Phir Madine Ka Mujhko Bulawa Mila
Tum chalo na chalo Main Chala Main Chala

Read it: Soya Hua Naseeb Jaga dijiye huzoor lyrics

Read it: Mera Nabi Lajawaab Hai – Naat Lyrics.

Read it: Mere aaqa madine me mujhe bhi ab bula lijiye, Naat lyrics

Related Articles

Back to top button