Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai, lyrics
Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai, lyrics
Rehmat Ramzan Barkatein Ramzan
Mahaul AaliShan Hai Ramzan Sharif hai
Ye nemate Rahman Hai Ramzan Sharif
Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai(2)
Wo Pehla Pehla Roza Mujhe Yad rahega
Wo Maa Ka Pyar Dena Mujhe Yad rahega
Bachpan Se Hi pahchan Hai Ramzan Sharif hai
Anwar Mustafa ka ujala liye hue
Humne Khuda Ka Sath Hawala liye hue
Tu aagaya Hai aye mahe jishan Asslam
Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai(2)
Sajdon ki Baharon se hai Abad Masjide
Momin ke Kataron Se Hai Abad Masjide
Kiya Masjidon ki shan hai Ramzan Sharif hai
Ramzan Mubarak Mahe Ramzan Mubarak
Ramzan Mubarak Mahe Ramzan Mubarak
Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai(2)
Iftar ka ho waqt ya sehari ki khadi Ho
Lagta hai Jidhar dekhiae Rahmat Ki jhari ho
Har Lamha Meherban hai Ramzan Sharif hai
Noor Hai Ramzan Ishq Hai Ramzan
Shan Hai Ramzan rehman Hai Ramzan
Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai(2)
Ramzan ke mahine Mein Gamkhari Aam hai(2)
Dukhiyon ke dard Baatein Jo usko Salam hai
ye rahare Ki Jaan Hai Ramzan Sharif hai
Mahaul AaliShan Hai Ramzan Sharif hai
Ye nemate Rahman Hai Ramzan Sharif
Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai(2)
Sad shukr Tere Sath hai paigame Eid bhi
Yani ki Tere baad Hai Roze Sayeed bhi
Kahate Hain Tujhko Sare Musalman AsSalam
Mahaul AaliShan Hai Ramzan Sharif hai
Ye nemate Rahman Hai Ramzan Sharif
Ramzan Sharif Hai Mera Ramzan Sharif hai(2)
Read it: Kya Mojza Hai Arsh Par Jana Rasool Ka, Naat lyrics