sabse pehle namaz kisne padhi?
Pahle kaun si Namaz Kisne Ada ki?

Kya ap jante hain?
Sbse pehle konsi Namaz
kisne ada ki? Aaiye jante Hain.
1 FAJAR
(FAJAR KI NAMAZ) Hazrat ADAM Alaihissalam ne subah hone ke shukar me pehli bar ada ki. kyunki apne ‘jannat’ me kabhi raat nhi dekhi thi.
2 ZOHAR
(ZOHAR KI NAMAZ) Hazrat IBRAHIM Alaihissalam ne ‘Hazrat ISMAIL Alaihissalam’ ke jan mehfooz rehney ki khushi ma pehli baar ada ki.
3 ASAR
(ASAR KI NAMAZ) Hazrat UZAIR Alaihissalam ne 100 saal bad dobara zinda kye jane k baad pehli baar ada ki.
4 MAGHRIB
(MAGHRIB KI NAMAZ) Hazrat DAOOD Alaihissalam ne apni tauba ke qabool hone ke baad pehli baar ada ki. apne niyyat 4 rakat ki per tauba qabool hone per 3 rakat pe salam phair dya.
5 ISHA
(ISHA KI NAMAZ) PEHLI baar NABI E AKRAM SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM NE ada farmai isi lea ye AP ki sabse pasandeedah namaz hain SubhanALLAH.
Agar pasand aaya ho to zaroor share kijiye JazakAllahu Khair